1 Mar 2013 | By:

Aisa khamoshi ka alam

Aisa Khamoshi Ka Aalam ho jaye Ga humare Jane k Baad

K Ho kr Udaas Parinday bhi Tera Shehar Chhorr jayen Gey 

Muhabbtoo ki saza

Mohabbton ki sazaa be’misaal di us ny
Udaas rehny ki aadat si daal di us ny

Mujh main Aaib

Mujh mai Aaib so hongay magar ek khoobi hai 

Hum kisi ka hath thaam kar rastay mai chora nahi kartay..

jahan say tera hi chaye

Jahan se tera jii chahey meri kitaab-e-zindgii prah ley

safha chahe koi sa bhi khule ,naam tera hi likha hoga

loog pathar k butoun ko

Log pathar ke butoun ko pooj kr bhi masoom rahey


hm ne ek insaan ko chaha or gunahgaar hogye

Rafta Rafta

Rafta rafta bujh gaya aakhir chairaag-e-arzoo

pehle dil khamosh tha ,ab zindgi khamosh hai

kis qadar


کس قدر ظلم ڈهایا کرتے ہو
جو تم بهول __ جایا کرتے ہو

vo kia gaya

Vo kiya gaya ,gaye ronak e dar o dewar bhi

Aik shaqs meri dunia sameet kar lay gaya .....!

kia bura hai k

Kya bura hai k men iqraar-e-mohabbat kr lun

log wese bhi to kehte hain ke gunahgaar hun men

Mere pagal si Muhabbat





Meri Paagal Si Mohabbat Tumhein Baht Yaad Aay Gi...!!

Jab Hansaney Waly Kam, Aur Rullany Waly Ziyadah Hongein