10 May 2013 | By:

ashaar1


  • hazaron uljhanon se barh kar,mujhy ek yai b uljhan hai
    k meri yaad se ghafil wo kaisa lag raha hoga

    • qissa E gham dil E kafir ka sunaty kis ko
      ajnabi shehr ka har shakhs musalman nikla

      • saari dunya se jeet sakti hun
        teri yaadon ko maat kaisy dun

        • dair ki maazrat , sawera hun
          mujh ko parti hai raat rasty mein

          • ajaogy taqdeer ki zadd par jo kisi din
            ho jaega maloom khuda hai k nhi

            • es baat ka malal hai ,shikwa nhi mujhy
              wo shakhs pas rh k b samjha nhi mujhy

0 comments:

Post a Comment