18 Dec 2012 | By:

zindagi ki rawish rawish ham ne


zindagi ki rawish rawish ham ne
apna daaman sada bachaya hay
har qadam phoonk phoonk kar rakha
har qadam par fareb khaya hay

0 comments:

Post a Comment