21 Mar 2013 | By:

Dukh Fasana nahi kay tujh say kahain



Dukh Fasana nahi kay tujh say kahain
Dil bhi mana nahi kay tujh se kahain

Aaj tak apni Beykali ka sabab
khud bhi jana nahi kay tujh say kahain

Ek tou hurf Aashnaa tha Magar
Ab zamana nahi kay tujh say kahain

Aye Khuda Dard-e-dil hey bakhsish-e-dost
Aab waa daana nahi kay tujh say kahain

0 comments:

Post a Comment